AbcSongLyrics.com

Shankar Mahadevan Khushfehmiyan english translation


Shankar Mahadevan Khushfehmiyan song lyrics
Shankar Mahadevan Khushfehmiyan translation
Bul-bule ke jaisa tehere hawa mein
Floats like a bubble in the air
Sardiyon ki dhoop sa mijaaz hai
Like the sunlight of winter
Mausamo ka rang bhi odh le
May take the colors of the seasons
Kal nahin tha par, aaj hai
It wasn't there yesterday but is here now
Nabz tezz iski chalti rahe
The heartbeat races
Bewakoofiyon pe bhi naaz hai
Is proud of its silliness
Sab ne jaana phir bhi na khul saka
Everyone knows but still unravelled
Yaar ye wahi raaz hai
This is that secret
Kyun, ishq mein, ishq lage aasaan
Why does love feel easy when in love
Kyun, kya pata, sach mein hua hai
Why, Who Knows, Whether it happened
Ya hone lagi, ishq ki khushfehmiyan
Or am I having happy delusions of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(IShq ki dori bunta hai), khushfehmiyan
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta), khushfehmiyan…
The path of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(IShq ki dori bunta hai), khushfehmiyan
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta)
The path of love
Raaton mein ye lori bhi gungunaaye
In the night it sings lullabies
Subah subah coffee ka cup lage
Feels like a cup of coffee in the morning
Baitho haathon mein jo akhbaar leke
When I sit with a newspaper in hand
Baaji sab surkhiyaan lage
The headlines seem useless
Kyun, aadatein, ishq ki hai nadaan
Why are habits of love immature
Kyun, kya pata, sach mein hua hai
Why, Who Knows, Whether it happened
Ya hone lagi, ishq ki khushfehmiyan
Or am I having happy delusions of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai), khushfehmiyan
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta), khushfehmiyan…
The path of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai), khushfehmiyan
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta)
The path of love
Dil ki aaj kal har deewar par
In every wall of the heart
Ishtihaar hai ye, har muqabla
This ad is there, For every battle
Jeetno ko ummeedwar hai ye
It is the nominee to win
Aadhi-aadhi, si kabhi poori-poori si
Sometimes half and sometimes full
Tarkeeb ye laga ke
Plans it uses
Kare khud ki, maane nahi kehna…
and Does what it wants and doesn't listen
Kyun, ishq mein, ishq lage aasaan
Why does love feel easy when in love
Kyun, kya pata, sach mein hua hai
Why, Who Knows, Whether it happened
Ya hone lagi, ishq ki…
Or it feels like love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai),
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta)
The path of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai),
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta) khushfehmiyan…
The path of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai),
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta) khushfehmiyan…
The path of love
(Ishq phir kiski sunta hai),
Then love doesn't listen
(Ishq ki dori bunta hai),
Weaves the thread of love
(Jaan ke phir bhi chunta hai,
Knowingly chooses
Ishq ka raasta) khushfehmiyan…
The path of love